Showing posts with label sad poetry. Show all posts
Showing posts with label sad poetry. Show all posts

TUMHY DEKH K KAB SE RO RAHA HON (BY: A.S.ISHANI)

Tumhy Dekh K Kab Se Ro Raha Hon
 Khud Farebi Ki Bahon Mein So Raha Hon

BERUKHI (BY: SHAMAIM)

 Meri Ak Hansi Sy Uthen Gy

Teri Berukhi Ky Janazy

AYE RAAT SONE DY YOUN TANG NA KIA KAR (BY: KALEEM HASSAN)

 Aye Raat Sony Dy Youn Tang Na Kia Kr

Bekaar Sawalon Main Paband Na Kia Kr

BIN AWAAZ RONA (BY: SHAHID)

 Bin Awaaz Rona, Kisi Say Kuch Na Kehna

Din Bhar Trapna, Or Tanhai Sehna

I PROMISE (BY: UJALA NISA)

 I heard from your friends

That you are broken

RANJ (BY: WAQAS AWAN)

 Ranj Huma Bas Itna Hai

Khoon Ka Rishton Ma Fitna Hai

DAKH LO JO IK BAR SANAM KO (BY: WAQAS AWAN)

 Dakh Lo Jo Ik Bar Sanam Ko

To Phir Bulaya Nahe Jata

LIKHON (BY: ABDUL WADOOD)

 Kbhi Agosh E Gam Main Tarpti Rat Py Likhon

Kbhi Dil E Muntzir K Tishna Jazbat Py Likhon

AZAB E JAAN (BY: ABDUL WADOOD)

Hai Azab E Jaan Ab Ban Chuka

Wo Jo Chahton Ka Tha Gul Khila..

DARD (BY: ABDULWADOOD)

 Wyrangi E Dil Sy Khof Ata Hai Panchi

Warna Dard Ki Oqat Khan K Dil Main Bsa Liya Jay

HER ASHAQ ANKHON MAIN SMA LIYA HOGA (BY: ABDULWADOOD)

 Her Ashaq Ankhon Main Sma Liya Hoga

Us Ny B Dil Ko Dardon Sy Bahla Liya Ho Ga

YADEEN (BY: MUHAMMED OWAIS)

Sare Yadeen Sambhaal Kr Rakhna

Ham Na Hongen To Kaam Aaenge

WYRANGI E DIL SY KHOF ATA HAI PANCHI (BY: ABDULWADOOD)

 Wyrangi E Dil Sy Khof Ata Hai Panchi

Warna Dard Ki Oqat Khan K Dil Main Bsa Liya Jaya.

ISHAQ MAIN TO AZAB HONY THY (BY: ABDULWADOOD)

 Ishaq Main To Azab Hony Thy

Dard B By Hisab Hony Thy.

TARP (BY: ABDUL WADOOD)

Tarpata Gam Main Hon Panchi Khud Ko Swarny K Liy

Khzain B To Darkhton Py Ati Hain Un Ko Nikarny K Liy

AB FARQ NAI PARTA (BY: SARAH)

 Terey Ruthney Sy

Terey Man Janey Sy

DIL LAGANE KI BHOOL (BY: MUHAMMAD AZEEM)

 Haam Na Samjhe Un Ke Shaher K Asool

Dil Lagane Ki Saaza Daate Hain Dil Lagane K Basd.

RAAZ (BY: TAHMINAAZAM)

 Kuch To Khas Bat Ho Gi Sawan

Yunhi Nhi Khelony Chor Kr Dilo Sy Khyla Krty

BAHANA (BY: TAHMINAAZAM)

 Sary Ilzam Hamary Naam Kr K Sawan

Bicherny Ka Bahana Nikalty Hein Wo

USS KI SURMAAE (BY: SYEDA SADIA AMBER JILANI)

Uss Ki Surmaae Aankho'n K Sayraab Amber

Mehwar Rahay Meri Umar Bhar Ki Musafat Ka