Showing posts with label 2 line poetry. Show all posts
Showing posts with label 2 line poetry. Show all posts

TUMHY DEKH K KAB SE RO RAHA HON (BY: A.S.ISHANI)

Tumhy Dekh K Kab Se Ro Raha Hon
 Khud Farebi Ki Bahon Mein So Raha Hon

BE- WAFAI (BY: GULMEHAK)

 Log Kartye Hain Mujh Se Teri Be Wafai Ka Gila

K Us Be Wafa Se Tujhy Dil Laga K Kya Ha Mila

AGER WO PUCH LEN HUM SE (BY: MIRZA SAMRA)

 Ager Wo Puch Len Hum Se Tumhy Kis Bat Ka Ghum Hai

To Phir Kis Bat Ka Ghum Hai Ager Wo Puch Len Hum Se

HAR SHAAM KEHTY HO (BY: AHSAN)

 Har Shaam Kehty Ho K Kal Shaam Milen Ge

Aaty Nahi Wo Shaam K Jiss Shaam Hum Millen Ge

KISI BACHE KE KHILONE JAISA (BY: NOORALAM)

 Kisi Bache Ke Khilone Jaisa

Mera Hona Bhi Na Hone Jaisa.

INTEZAR (BY: MIRZA SAMRA)

 Ghazab Kiya Jo Terey Wadey Per Eitbar Kiya

Tamam Umar Qeyamat Ka Intezar Kiya

YAAD KARNA (BY: ADNAN KUBAR)

 Yaad Karte Hai Tumhe Tanhai Mein

Dil Dooba Hai Ghamo Ki Gehrai Mein.

BERUKHI (BY: SHAMAIM)

 Meri Ak Hansi Sy Uthen Gy

Teri Berukhi Ky Janazy

HAIN WADE BAHUT PAR NIBHANE NAHI AATE (BY: MUHAMMAD NAVEED)

 Hain Wade Bahut Par Nibhane Nahi Aaty

Sikay Bhi Wafaon K Chalane Nahi Aaty

DAFNANA DEKH BHAAL K HASRAT ZADA KI LAASH (BY: KALEEM HASSAN)

 Dafnana Dekh Bhaal K Hasrat Zada Ki Laash

Lipti Hui Kafan Se Koi Aarzoo Na Ho

KAFAN HATH (BY: KALEEM HASSAN)

 Zindagi Jo Rahi To Phir Milen Ge Sanam

Hum To Kafan Hath Me Liye Phirte Hain Mout Nahi Ati.

BIN AWAAZ RONA (BY: SHAHID)

 Bin Awaaz Rona, Kisi Say Kuch Na Kehna

Din Bhar Trapna, Or Tanhai Sehna

PLANET EARTH (BY: UJALA NISA)

 What am i doing on the planet Earth?

I feel like this is not my home

I PROMISE (BY: UJALA NISA)

 I heard from your friends

That you are broken

ALONE (BY: UJALA NISA)

 When i'm alone

Nobody tries to reach me

RANJ (BY: WAQAS AWAN)

 Ranj Huma Bas Itna Hai

Khoon Ka Rishton Ma Fitna Hai

UN KI YAD (BY: WAQAS AWAN)

Yad Un Ki Atti The Muj Ko Is Tarha

Pal Bhar Ma Bhol Jati The Is Tarha

ABI TO AGAZA MOHBAT THA SAHIB (BY: WAQAS AWAN)

 Abi To Agaza Mohbat Tha Sahib

Us Sa Bichar Kar Mjy Jana Tha Kaha Sahib

YEH VEHEM HAI MERA (BY: MIR USAMA TALPUR)

Yeh Vehem Hai Mera K Usko Bhi Meri Yaad Ati Hogi

Tanhaiyon Main Woh Bhi Sard Aahein Bharti Hogi.

TRUTH (BY: UJALA NISA)

You lied to me in front of everyone

thinking i don't know the Truth